Meri tamnnayen

Meri tamnnayen Kitana komal kitana nirmal fir bhi karkash tha meri tamnnayen............ phool si najuk kali lachakati kachchi dali ek aisi hawa chali rah gaya khali dali mera jiwan kitana rukha kitana sukha fir bhi gila tha meri tamnnayen............ *** Ajeeb laga usaki bate sunkar Baras pada nahk, apani sunkar Dara nahi per kauph tha dil me kahan fas gaya aakar ajeebo me! Ensan - ensan ko dekhar kar kyu khush nahi hai apane vicharo ke aage dusare ke vicharo ko kyu nahi sunta aadami apane mad me kyu etana pagal hai ki vah apane uddesya ko mahan aur saty samjhhta hai yah saty hai ki hum sab mehman hai aur sabko vapas jana hai Jindangi to ek rang hai jise jiwan se rang liya hai sathi to apane bahut the magar raho me akela chal diya hai. Na jane kab kahan mulakat hogi ab samay kahan jo kisi se bat hogi chalo kuch vaqt nikalen na jane jindagi kab tak sath hogi indrajeet

[ more.. ]


Page :  1 2 3 4 5 6 7 8